Zaved Akhtar Poetry: Filmmaker-turned-lyricist Javed Akhtar has contributed a lot in Hindi Film Industry. Going down the memory lane, we picked some of the most beautiful lines he has penned over the years. As screenwriter, he paired with Salim and the famous duo penned some of the best films of Bollywood, like ‘Sholay’, ‘Yaadon Ki Baraat’, ‘Deewar’, among others.
1. Chand yaadon ke diye thodi tamanna kuch khwab, zindagi tujh se zyada nahin maanga humne
2. Na jaane kab se mujhe intezaar hai uss ka, jo keh gayaa tha mera intezaar mat karna….
3. Hame to talaash naye raaston ki hai,
4. Yaad use bhi ek adhoora afsana to hoga, Kal raste me usne humko pehchana to hoga.
5. Hum bhi kafi tez the pehle, vo bhi thi hoshiyar bahut
Pehle dono khel rahe the lekin ab hai pyar bahut.
6. Narm Awaaz, Bhali Baatei’n, Mohzab Lehze’n..
Pehli Baarish Mein Hi Yeh Rang Utar Jaatey Hain..
7. Na Mila Muntazir Jo Vo
To Ham Hain Sharmindaa
Ke Hamnein Der Laga Dee
Palat Ke Aane Mein
8. Kaun Sa Sher Sunayun Main Tumhe, Sochta Hun
Nya Uljha Hai Bahut Aur Purana Mushkil.
9. Un Chiraagon Mein Tel Hi Kam Tha
Kyon Gila Fir Humein Hawa Se Rahe
10. Meri Buniyaadon Mein Koi Tedh Thi
Apni Deewaron Ko Kya Ilzaam Doon
11. Veh Shakl Pighali To Her Shay Mein Dhal Gayi Jaise
Ajeeb Baat Hui Hai Use Bhulaane Mein